Thought, or thinking, is a mental process. It allows us to shape the world, and also deal effectively with our objectives, plans, ends, needs, and desires. Thought is not a constant. It is consciousness, inspiration, and, indeed, our own mind's eye - all combined into one whole. The best thing for us to do to help advance ourselves, in our increasingly maddening world, is by focusing on good thoughts, and filling our minds with attentiveness.
Tuesday, November 14, 2006
live like it
we live in deeds and not in days ,
In thought and not in breath ,
In feeling , not in figure and dials ,
feels the noblest
who firmly acts the best
Monday, November 13, 2006
Sunday, November 12, 2006
mujhay tumsay
hi to all ,
only for one girl who never belive on my love.........
mujhay tumsay mohabbat hay
Kisi kumzoor lamhe meAgar
me tum se ye keh doon
Mujhe tum se muhabbat hai
Tum ye mat samajh lena
Mein ne sach kaha ho ga
Aisi dilnasheen baatoon ko
Aise dilbar peraye me kehna
Mujhe buchpan se aata hai
Meri aankhein mera chehra
Mera ye be sakhta lehja
Ye sab kuch jhoot kehta hai mager
Is jhoot me aik sach bhi hai
ke mujhay tumsay mohabbat hay
mujhay tumsay mohabbat hay
Monday, November 06, 2006
some sher
kuch sher jo dil ko chhu jaye...
Itna lamba kash lo yaro dum nikal jaye ,
Jindgi sulgaoo yaro gam nikal jaye .
Unke daaman pe jo girta to pata chal jata ,
A meri aankh ke aansu teri kismat kya heee.
Ab tak mere lahu ki sharafat nahi gai
Dushman se pyar karne ki aadat nahi gai .
Aakhir ko aadmi hu kabhi chahta he dil ,
khud ko tere khayal se aajad kar saku.
Itna lamba kash lo yaro dum nikal jaye ,
Jindgi sulgaoo yaro gam nikal jaye .
Unke daaman pe jo girta to pata chal jata ,
A meri aankh ke aansu teri kismat kya heee.
Ab tak mere lahu ki sharafat nahi gai
Dushman se pyar karne ki aadat nahi gai .
Aakhir ko aadmi hu kabhi chahta he dil ,
khud ko tere khayal se aajad kar saku.
mother poem
Subscribe to:
Posts (Atom)